प्यार एक ऐसा एहसास है जो दिल को खुशियों से भर देता है। जब शब्द कम पड़ जाते हैं, तब Love Shayari दिल की भावनाओं को खूबसूरती से बयां करने का काम करती है। अगर आप अपने प्यार, जज़्बात और दिल की बात को खास अंदाज में किसी तक पहुंचाना चाहते हैं, तो यह 201+ Love Shayari In Hindi का शानदार कलेक्शन आपके लिए बिल्कुल परफेक्ट है।
इस लेख में आपको रोमांटिक, दिल छू लेने वाली, सच्चे प्यार से भरी और बेहद खूबसूरत हिंदी लव शायरी पढ़ने को मिलेगी, जिन्हें आप अपने पार्टनर, गर्लफ्रेंड, बॉयफ्रेंड या किसी खास इंसान के साथ शेयर कर सकते हैं। ये शायरियां न सिर्फ आपके रिश्ते को और मजबूत बनाएंगी, बल्कि आपके प्यार को एक नया एहसास भी देंगी।
अगर आप इंटरनेट पर Best Love Shayari In Hindi, Romantic Shayari, True Love Shayari या Heart Touching Shayari खोज रहे हैं, तो यहां आपको हर तरह की बेहतरीन शायरी एक ही जगह पर मिलेगी। आइए, प्यार भरी इन खूबसूरत शायरियों के सफर की शुरुआत करते हैं।
201+ Love Shayari In Hindi

मेरी खुशियाँ भी मोहताज हैं तेरी मौजूदगी की
और क्या सबूत दूँ तुझे कि कितनी मोहब्बत है तुमसे!
Meri khushiyan bhi mohtaj hain teri maujoodgi ki
Aur kya saboot doon tujhe ki kitni mohabbat hai tumse!

“तुझको पाने की तमन्ना में गुज़ारी होती..
एक जान और भी होती तो तुम्हारी होती..!
“Tujhko paane ki tamanna mein guzari hoti..
Ek jaan aur bhi hoti to tumhari hoti..!

“तुझको पाने की तमन्ना में गुज़ारी होती..
एक जान और भी होती तो तुम्हारी होती..!
Mohabbat chehre nahi dekhti, mohabbat to
Chahat, ehtiram aur pakeeza jazbaat dekhti hai

हम ही वफ़ा करने वाले हर दम वफ़ा करेंगे..!
एक है जान हमारी, वो भी तुम पे फ़िदा करेंगे..!
Hum hi wafa karne wale har dam wafa karenge..!
Ek hai jaan hamari, wo bhi tum pe fida karenge..!

तेरे बिना हर लम्हा अधूरा लगता है
तेरी यादों में ही मेरा दिल पूरा लगता है
Tere bina har lamha adhoora lagta hai
Teri yaadon mein hi mera dil poora lagta hai ”
Love Shayari in Hindi

एक दूसरे को समझना भी पड़ता है,
सिर्फ़ हाथ पकड़ लेना मोहब्बत नहीं है ..!!
Ek doosre ko samajhna bhi padta hai,
Sirf haath pakad lena mohabbat nahi hai ..!!
क़िस्मत वालों को मिलती है ऐसी मोहब्बत,
जो बक्त भी दे प्यार भी दे ,और ख़्याल भी रखे ..!!️
Qismat walon ko milti hai aisi mohabbat,
Jo waqt bhi de, pyaar bhi de, aur khayal bhi rakhe ..!!️
ये इश्क़ है मेरी जान,
तुम्हारे अलावा किसी से भी नहीं होगा ..!!
Ye ishq hai meri jaan,
Tumhare alawa kisi se bhi nahi hoga ..!!
किसी की चाहो तो ऐसे चाहो कि,
किसी और को चाहने की चाहत ना रहे ..!!️”
Kisi ki chaho to aise chaho ki,
Kisi aur ko chahne ki chahat na rahe ..!!️
बहुत खूबसूरत वो रातें होती है,
जब तुमसे दिल की बातें होती है..!!
Bahut khoobsurat wo raatein hoti hai,
Jab tumse dil ki baatein hoti hai..!!
Love Shayari For Image

“मोहब्बत रंग लाती है जब
दिल से दिल मिलते हैं,
मुश्किल तो ये है कि,
दिल बड़ी मुश्किल से मिलते हैं। ️️
“Mohabbat rang laati hai jab
Dil se dil milte hain,
Mushkil to ye hai ki,
Dil badi mushkil se milte hain. ️️
साँसों में बेताबी है,
आँखों में हैरानी है,
दिल के इन पन्नों पर,
सिर्फ तेरी कहानी है।
Saanson mein betabi hai,
Aankhon mein hairani hai,
Dil ke in panno par,
Sirf teri kahani hai.
जिसे लोग इश्क़, इबादत, ज़िंदगी और सुकून कहते हैं..
इन सबको हम एक लफ़्ज़ में सिर्फ़ तुम कहते हैं..
Jise log ishq, ibadat, zindagi aur sukoon kehte hain..
In sabko hum ek lafz mein sirf tum kehte hain..
इश्क़ करना है किसी से तो,
बेहद कीजिए,
हदें तो सरहदों की होती हैं,
दिलों की नहीं.!️
Ishq karna hai kisi se to,
Behed kijiye,
Hadein to sarhado ki hoti hai,
Dilon ki nahi.!️
मेरी छोटी सी जिंदगी का
सबसे खूबसूरत हिस्सा हो तुम ! ️”
Meri choti si zindagi ka
Sabse khoobsurat hissa ho tum ! ️”
Love Shayari in English
“Mana ki tum jeete ho zamane ke liye,
Ek baar jee ke to dekho hamare liye,
Dil ki kya aukaat aapke samne,
Hum to jaan bhi de denge aapko paane ke liye! ️”
Tum mera vo sukoon ho,
Jo main kisi ko na doon.
Mujhe lakhon ki zarurat nahi hai,
Tum karoḍo me ek ho. ”
Suno lad jhagad kar hi sahi,
Par tumse uljhe rehna bhi ishq hai. ”
Mohabbat to jeene ka naam hai,
Mohabbat to yun hi badnaam hai,
Ek baar mohabbat karke to dekho,
Mohabbat har dard peene ka naam hai. ️”
Love Shayari 2 Line

अपने हसीन होंठों को किसी परदे में छुपा लिया करो,
हम गुस्ताख लोग हैं नज़रों से चूम लिया करते हैं…!!! ️
Apne haseen hothon ko kisi parde mein chhupa liya karo,
Hum gustakh log hain nazron se choom liya karte hain…!!! ️
चांद रोज़ छत पर आकर इतराता बहुत था,
कल रात मैंने भी उसे तेरी तस्वीर दिखा दी…!!!
Chand roz chhat par aakar itrata bahut tha,
Kal raat maine bhi use teri tasveer dikha di…!!!
अजीब सी बेताबी है तेरे बिना,
रह भी लेते है और रहा भी नहीं जाता…!!!
Ajeeb si betabi hai tere bina,
Rah bhi lete hai aur raha bhi nahi jaata…!!!
तेरे हुस्न को परदे की ज़रुरत ही क्या है,
कौन होश में रहता है तुझे देखने के बाद…!!!
Tere husn ko parde ki zarurat hi kya hai,
Kaun hosh mein rehta hai tujhe dekhne ke baad…!!!
तू चाँद और मैं सितारा होता,
आसमान में एक आशियाना हमारा होता…!!! ️
Tu chaand aur main sitara hota,
Aasmaan mein ek aashiyana hamara hota…!!! ️
Love Shayari Hindi

उसकी मोहब्बत लाख छुपाई ज़माने से मैंने,
मगर आंखों में तेरे अक्स को छुपा न सका… ️
Uski mohabbat lakh chhupai zamaane se maine,
Magar aankhon mein tere aks ko chhupaa na saka… ️
वो दिल ही क्या जो वफ़ा ना करे,
रहेगी तेरी मोहब्बत मेरी जिंदगी बनकर…
Uski mohabbat lakh chhupai zamaane se maine,
Magar aankhon mein tere aks ko chhupaa na saka… ️
कुछ दौलत पे नाज करते हैं तो कुछ शौहरत पर नाज करते हैं,
हमारे पास तो आपकी मोहब्बत है इसलिए हम अपनी किस्मत पर नाज करते हैं…
Kuch daulat pe naaz karte hain to kuch shoharat par naaz karte hain,
Hamare paas to aapki mohabbat hai isliye ham apni kismat par naaz karte hain…
मुसाफिर इश्क का हूं मैं मेरी मंजिल मुहब्बत है,
तेरे दिल में ठहर जाऊं अगर तेरी इजाजत है…
Musafir ishq ka hoon main meri manzil muhabbat hai,
Tere dil mein thahar jaun agar teri ijaazat hai…
पाना और खोना तो किस्मत की बात है,
मगर चाहते रहना तो अपने हाथ में है… ️
Paana aur khona to kismat ki baat hai,
Magar chahte rehna to apne haath mein hai… ️
True Love Love Shayari

तेरे बिना हर ख़्वाब अधूरा लगता है
तू है दिल में, पर फिर भी दूर लगता है
Tere bina har khwab adhoora lagta hai
Tu hai dil mein, par phir bhi door lagta hai
मेरी यादों की तहरीर हो तुम
मेरी रातों की ताख़ीर हो तुम
क्या हुआ अगर मिले नहीं हम,
मेरे ख़्वाबों की ताबीर हो तुम
Meri yaadon ki tahreer ho tum °
Meri raaton ki taakhir ho tum °
Kya hua agar mile nahi hum °
Mere khwabon ki tabeer ho tum °
तेरे साथ चलना ही मेरी सबसे बड़ी जीत है
तेरे बिना ये दिल अधूरा और वीरान सा है
Tere saath chalna hi meri sabse badi jeet hai
Tere bina ye dil adhoora aur veeran sa hai
तू मेरी धड़कन, तू मेरी ज़िंदगी है ️
तेरे साथ हर लम्हा किसी दुआ की पूर्ति है
Tu meri dhadkan, tu meri zindagi hai ️
Tere saath har lamha kisi dua ki poorti hai
तुझे पाने की चाहत में सब कुछ हार गया हूँ ️
तेरी ख़ुशी में ही अपनी जानवार गया हूँ
Tujhe paane ki chahat mein sab kuch haar gaya hoon ️
eri khushi mein hi apni jaanwaar gaya hoon
Allama Iqbal Love Shayari

इश्क़ पर ज़ोर नहीं है ये वो आतिश ग़ालिब
कि लगाए न लगे और बुझाए न बने
ishq par zor nahin hai ye vo aatish ghalib
ki lagaaye na lage aur bujaaye na bane
मोहब्बत में नहीं है फ़र्क़ जीने और मरने का
उसी को देखकर जीते हैं जिस काफ़िर पे दम निकले ️
mohabbat mein nahin hai farq jeene aur marne ka
usi ko dekh kar jeete hain jis kaafir pe dam nikle ️
वो भी क्या दिन थे कि जब इश्क़ किया करते थे
हम जिसे चाहते थे चूम लिया करते थे
vo bhi kya din the ki jab ishq kiya karte the
ham jise chahte the choom liya karte the
ना पूछो हुस्न की तारीफ़ हम से
मोहब्बत जिस से हो बस वो हसीं है
na poocho husn ki taarif ham se
mohabbat jis se ho bas vo haseen hai
ये जो मैं होश में रहता नहीं तुमसे मिल कर
ये मेरा इश्क़ है, तुम इसे नशा मत समझो
ye jo main hosh mein rehta nahin tumse mil kar
ye mera ishq hai tum isko nasha mat samjho
Sad Love Shayari

तेरे बिना जी न पाएंगे हम
कुछ भी हो जाए बस तुझे ही चाहेंगे हम
Tere bina jee na payenge hum
Kuch bhi ho jaye bas tujhe hi chahenge hum
हर लम्हा तेरी बस यादों में गुजरता है
ये दिल बस तेरी नाम से धड़कता है
Har lamha teri bas yaadon mein guzarta hai
Ye dil bas teri naam se dhadakta hai
मोहब्बत में हमने खुद को ही भुला दिया
हर खुशी मैंने तेरे नाम पे लुटा दिया
Mohabbat mein humne khud ko hi bhula diya
Har khushi maine tere naam pe luta diya
तेरी हर एक अदा ने इस दिल को भाए
तुझसे जुदा होकर भी बस तेरा ही ख्याल आया
Teri har ek ada ne is dil ko bhaye
Tujhse juda hoke bhi bas tera hi khayal aaya
इश्क़ में सब कुछ हारा है मैंने
एक तेरे लिए हर दर्द सहा है मैंने
Ishq mein sab kuch hara hai maine
Ek tere liye har dard saha hai maine
Love Shayari English

Kaise chhod du aakhir tujhse mohabbat karna… ️
Tu kismat mein na sahi, dil mein to hai..
Sab kuchh hai mere paas par dil ki dawa nahi ️
Door hai wo mujhse par khafa nahi, aaj bhi pyaar karta hai wo mujhse.
Pyaas ko ek katra paani kaafi hai ️
Ishq mein chaar pal ki zindagi kaafi hai.
Mere jeene ke liye tera armaan hi kaafi hai ️
Dil ki kalam se likhi ye daastaan hi kaafi hai.
Dil dhadkne ki wajah tum ho ️️
Saans chalne ki wajah tum ho, is dil ki pehli aur aakhri mohabbat sirf tum ho.
Read Also
- Best 100+ Dhoka Shayari in Hindi | धोखा शायरी दो लाइन
- Best 100+ Dhokebaaz Shayari in Hindi | धोखेबाज शायरी हिंदी में
- 100+ Waqt Shayari in Hindi | वक्त पर बेहतरीन शायरी
- Best 100+ Baap Ke Liye Shayari | पापा के लिए शायरी हिंदी में
- Best 100+ Sister Ke Liye Shayari | दिल को छू लेने वाली बहन शायरी
- Breakup Shayari In Hindi | 179+ बेस्ट ब्रेकअप शायरी हिंदी में
- 100+ Sad Shayari for Girls in Hindi | लड़कियों के लिए सैड शायरी
- 101+ Good Evening Shayari in Hindi | Best गुड इवनिंग शायरी
- Attitude Shayari in Hindi | Top 155+ रवैया शायरी 2 लाइन
- 100+ Attitude Shayari For Boys | एटीट्यूड शायरी हिंदी में






